Saturday 27 August 2016

Emiway - Tadak Padak LYRICS

Song : Tadak Padak
Artist : Emiway
Music : Emiway
Lyrics : Emiway
Video : Santana Kumar
Edited By : Pratik Yadav



Aye Andala khandala
chhote jaa re ek thanda la
thanda peeke hoga thoda
thanda mera maala
kyunki garam hai khopdi
aur dil mera naram hai
sacchai main bolu toh
logon ko aati sharam hai

yeh iska dharam hai
woh uska dharam hai
iss baat ko leke public
aapas mein garam hai




aise vichaar tere toh tu
tadipaar hai
shayad se tujhe 104 ka
bukhaar hai
agar tu jee raha anusaar
samachar ke toh
mere ispe baith kyunki
yehi samachar kal ka
itna halka insaan tu
paav kilo bheja leke itna pareshaan kyu
kyu sabb ek soch mein kyu
kyu mere gaane sab ke cellphone mein kyu
judi cheezo ko tu mathe todne kyu
jalan ho rahi hai toh aake todle




tadak padak tadak
kaam karke dikhane ka
tadak padak tadak
fatte paisa kamane ka
tadak padak tadak
chhote mehfil jamaane ka
tadak padak tadak
nahi toh chhote sidha sadak pe
(x2)

Haa..
main hu original
tum sab patanjali
naam mera sunke batao
kis kis ki gaand jali
asli naam mera bilal hai
dheere se maine bola
fir bhi yeh baat bawaal hai
aane wale qurbaani mein
lala tu halaal hai
iss jungle ka shikaari main
aur tu mera shikaar hai




aara maara paara jaara
firse samjha ra main
upar se chhookar ke cooker wala
seeti nahi hu main
jo tere chhoone se
mere muh pe choona ko
lapetu main
jab dekhu main tereko tu soche
jagah pe mutu main
thhuku main akkad pe tere
fans sabko lutu main
tu tu main karega mujhse
toh majboot peetu main
Bhokhu main baatein jo
sabke zindagi mein ho raha hai
jo kaabil hai kaam ke
vo kaam ke liye ro raha hai
aatanki hamlo se vaha
baccha maa ko kho raha hai
padh likhne ke umar mein vo
cup saucer dho raha hai




kyun toh yeh ho raha hai
kyun toh yeh ho raha hai
khair iska kisike paas
jawaab nahi
jiske paas jawaab hai iska
vo iske paas nahi
raas nahi aata main jab tak
na bolu saans liye
khaas liye tum jab pehle
dum pe awaaz kiye
dubla hu shareer se
kyunki kami toh mass ki hai
fir bhi tumlogon se zyada
mujhme bhari taazgi hai
kyunki na main karta koi
galat kaam




karta hu galat toh sidha
karta hu halak jaam

tadak padak tadak
kaam karke dikhane ka
tadak padak tadak
fatte paisa kamane ka
tadak padak tadak
chhote mehfil jamaane ka
tadak padak tadak
nahi toh chhote sidha sadak pe
(x2)


1 comment: